Peyare Baba Eia Batlaye Roza Rakhna Kesa Hai
Khane Or Pine Sey Khud Ko Ruke Rakhna Kesa Hai
Peyare Bete Roza Rakhna Rab Ki Tabedari Hei
Zo Nahi Rakhta Roza Us Ki Apni Nadani Hei
Roza Rakhna Kis Pey Farz Eia Bi Bataye Baba Jan
Side Sade Lafz O Mai Mujke Samjaye Baba Jan
Farz Hai O Roza Aise Muslim Par Jo Akel Balegh Ho
Is K Sath Hai Eia Bhi Sarth Muqim Ho Or Wo Salim Ho
Eia Bi Bataye Mujko Baba Asel Mai Roza Khud Hey Keya
Roza Rakhne Wale Ko Duniye Mai Milta Hai Keya Keya
Dhal Hey Mumin Ke Liye Roza, Roza Mumin Ki Pehchan
Roza Rakhne Wale Sey Razi Ho Jata Hey Rahman
Mai Bi Roza Rakhna Chata Ho Mere Peyare Baba Jan
Is Bare Mai Keya Kehte Hai Mujko Peyare Baba Jan
Roza Rakhna Itaayat Rab Ki, Roza Ek Ibadat Hai
Roza Ki Adaat Apna’o , Roza Acchi Adaat Hai